Mohabbat Zinda Rehti Hai

A Lovely Poetry of Khalil Ullah Farooqi and Beautiful Design created by Creative Sign. His Real Name is Waseem Abbas. Creative Sign is not just a great urdu artwork designer, he is also a nice poet.

Amazing Watermelon Art

Such an Amazing and So Beautiful Watermelon Artwork by an Unknown Artist.

Lakeeren Jhoot Bolti Hain

Very Nice Poetry and Beautifully Designed by Queen Victoria. Her real Name is Shabnam Iqbal. She is one of the Most Renowned Urdu Poetry Designers.

All Because Of You

I awake each day with a smile, And greet it with a laugh, The world is a treasure to me, Because of you...

Mohabbat Sath Deti Hai

Very Beautiful Poetry and Such a Lovely Design Created by Guddo. His Real Name is Munir and His Creations are Always Most Likeable. He use Beautiful Natural Objects in his Most Creations.

Site Updated Daily.. Keep Visting :)

Jis Ka Naam Hai UrduShanas ( Poetry of Faisal Shabir n Designed by Passion Creations )

Internet Ki Dunia Main Ik Basti Hai Jahan Doston Ki Mehfil Sajti Hai Bahaar Ruton Ki Hai Wo Assaas Jis Ka Naam Hai UrduShanas Dhanak Rangon Ka Hai Haseen Imtezaj Jise Dekh K Dil Hota Hai Bagh Bagh Wahan Rehte Hain Yaar Dilon K Paas Jis Ka Naam Hai UrduShanas Mohabbaton K Phool Khilte Hain Wahan Dilon K Rishte Palte Hain Wahan Pyar Wahan Aata Hai Sabhi Ko Raas Jis Ka Naam Hai UrduShanas Wahan Baste Hain Log Kuch Sahib-e-Zoq Milta...

Teri Mukhtasir Si Chahat Ko Hum Bhulaen Kaise ( Designed by Mr. Virgo )

Teri Mukhtasir Si Chahat Ko Hum Bhulaen Kaise,Tum Ko Bhool Kar Khud Ko Chain Dilaen Kaise,Na Jane Kon Si Kashish Tere Pas Le Aati Hai,Tere Pas Aa Kar Tujh Main Samaen Kaise,Hum Ne Dil Se Chaha Hai Tujhe,Teri Chahat K Kabil Khud Ko Banaen Kaise,Kyon Poochte Ho Hum Se Aansuon Ki Shiddat,Hum Us Main Tera Aks Tujhe Dikhaen Kaise,Hum Tumhain Bohat Mohabbat Karte Hain,Magar Tumhain Ye Ehsas Dilaen Kais...

Amazing Orange Art

Amazing Fruit A...

Beyaqeeni K Sard Mousam Main ( Poetry of Noshi Gillani n Designed by Pasha Shah )

Beyaqeeni K Sard Mousam Main Jab Mohabbat Hawa Ki Bahon Main Patiyon Ki Tarha Bikharti Hai Dil Pe Gehri Lakeer Parti Hai Chandni K Udas Rangon Main Aik Khamosh Raat Dhalti Hai Noshi Gilla...

Is Tarha Hon Tere Khayal Main Gum ( Poetry of Aatif Saeed n Designed by Rapunzel )

Is Tarha Hon Tere Khayal Main Gum Aina Ainon K Jaal Main Gum Wo Bhi Deta Nahi Khabar Apni Main Bhi Rehta Hon Apne Haal Main Gum Aatif Sae...

Love The Feeling When We Are Together

Love The Feeling When We Are Together I Love Thought Of Being With You Forever I Love It When Our Dream Comes True I Love The Time I Spend With You Because I Feel Perfect With You.. ♥...

Barish-e-Khoon-e-Shaheedan Se Wo Aaye Gi Bahaar ( Poetry of Allama Iqbal n Designed by Creative Sign )

Barish-e-Khoon-e-Shaheedan Se Wo Aaye Gi Bahaar Saari Dharti Humen Gulrang Dikhai De Gi Allama Iqb...

Humare Such Ki Gawahi Pe Ungliyan Na Utha ( Designed by Nomi Khan )

Humare Such Ki Gawahi Pe Ungliyan Na Utha Yehi To Aib Hum Apne Huner Main Rakhte Ha...

Bharam Rakha Hum Ne Chand Ka

Bharam Rakha Hum Ne Chand Ka Warna Irada Tha Tera Bazu Pakar Lete Aur Us Ki Rubaru Kar...

Izafi Harf They Teri Zindagi Ki Kitab Main

Kuch Is Tarha Se Nazar Andaz Ho Gaye Jaise Izafi Harf They Teri Zindagi Ki Kitab Ma...

Is Shehar Main Sab Kuch Hai Bas Teri Kami Hai

Khushbuon K Jazeeron Se Sitaron Ki Hadon Tak Is Shehar Main Sab Kuch Hai Bas Teri Kami H...

Kia Gham Hai Kia Khushi Maloom Nahi ( Designed by Hooria Naaz )

Kia Gham Hai Kia Khushi Maloom Nahi Wo Apna Hai K Ajnabi Maloom Nahi Jis K Baghair Aik Pal Nahi Guzarta Kaise Guzre Gi Zindagi Maloom Na...

Mohabbaton Main Wafaon Main Qaid Rakhon Ga ( Poetry of Ward Bazmi n Designed by Jia Khan )

Mohabbaton Main Wafaon Main Qaid Rakhon Ga Tamaam Umer Duaon Main Qaid Rakhon Ga Bachaa K Rakhon Ga Nafrat Ki Dhoop Se Her Pal Prem Pairr Ki Chaon Main Qaid Rakhon Ga Mere Labon K Jo Darwaze Waa Na Kar Paen Humesha Aisi Sadaon Main Qaid Rakhon Ga Ward Baz...

Jab Tak Khuli Nahi Thi Israr Lag Rahi Thi ( Poetry of Alam Khursheed n Design by Musa Art )

Jab Tak Khuli Nahi Thi Israr Lag Rahi Thi Ye Zindagi Mujhe Bhi Dushwar Lag Rahi Thi Mujh Per Jhuki Hui Thi Phoolon Ki Aik Daali Lekin Wo Mere Sir Per Talwar Lag Rahi Thi Alam Khurshe...

Yaktarfa Mohabbat Ka Nuqsan Bohat Hai

Yaktarfa Mohabbat Ka Nuqsan Bohat Hai Dil Toot Jane Ka Imkan Bohat Hai Hum Toot Kar Chahen Jise Usey Khabar Nahi Is Amar Pe Hairan Dil Nadan Bohat Hai Faryad Karti Ye Meri Tanhai Bas Jao Is Dil Main Ye Veeran Bohat Hai Hum Kahan Kisi K Aib Se Parda Uthaen Gey Chunne Ko To Apna Hi Greban Bohat H...

Mein aprein muqaddar koon ronda wadda haan ( Poetry of Shabbir Manzar n Designed by Passion Creations )

 Saraiki Ghazal Muqaddar Mein aprein muqaddar koon ronda wadda haante hanjuwaan dy moti pironda wadda haankisse juram di hai saza jehra ajj taeinmein dukh,dard zindgi dy dhonda wadda haanmede ghar di chokhat toon sukh aa ke wal gayekisse simt bakhtaan dy sij wanj ke dhal gayekarri sakht hijraan di rataan toon lar kemein roshan saher shab ich bhonda wadda haantamasha haan jug te tamasha sadendaanmein moyaan dy wangoon zamane te jeendaanmisal...

Bekhudi Main Tumhain Jab Yaad Karta Hon ( Poetry of Sada Hussain Sada n Designed by Passion )

Bekhudi Main Tumhain Jab Yaad Karta Hon Tujh Se Milne Ki Phir Faryad Karta Hon Roz Hi Yaad Main Teri Ghazal Keh Kar Roz Ik Gham Naya Ejad Karta Hon Kab Gawara Hai Dil Ko Bhoolna Tera Chain Apna Main Yon Barbad Karta Hon Phail Jati Hai Kamre Main Teri Khushbu Main Khayalon Ko Jab Azaad Karta Hon Bas K Mehsoos Hoti Hai Kami Teri Besabab Dil Ko Kab Nashad Karta Hon Sochta Hon Kahan Jaen Ye Ranj-o-Gham Begharon Ko Sada Aabad Karta Hon Sada...

Mere Meharban Qasid ( Poetry of Mehroo n Designed by Fozi Khan )

Pegham Mere Meharban Qasid! Khawab Ki Musafat Pe Jane Wale Rahi Ko Sirf Itna Keh Dena "Umer K Kawarron Pe Jane Kitne Barson Ki Gard Jam Gai Janaa Tera Rasta Takte Tere Dil Garifta Ki Sans Tham Gai Janaa..! Mehr...

Lamha Lamha Teri Khushbu Se Moattar Guzra

Tu Mere Paas Na Thi Phir Bhi Sehar Hone Tak Tera Her Saans Mere Jism Ko Choo Kar Guzra Qatra Qatra Tere Deedar Ki Shabnam Tapki Lamha Lamha Teri Khushbu Se Moattar Guz...

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal Jahan Raat Kabi Bhi Soi Na Ho Jahan Subha Kisi Pe Roi Na Ho Jahan Hijer Ne Wehshat Boi Na Ho Jahan Koi Kisi Ki Khoi Na Ho Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal Jahan Dard Kisi Ko Raas Na Ho Jahan Koi Malool Udas Na Ho Jahan Zulmat Ki Boo Baas Na Ho Jahan Tu Bhi Zyada Paas Na Ho Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanw...

Nahi Maloom Kaisa Tha Makaan Kal Shab Jahan Main Tha ( Designed by Shahid Ali Kiani )

Nahi Maloom Kaisa Tha Makaan Kal Shab Jahan Main Tha K Her Soo Raqs-s-Bismal Tha Wahan Kal Shab Jahan Main Tha Ameer Khus...

Ik Thaka Hua Aansu ( Designed by Queen Victoria )

Kia Mila Mohabbat Se? Khawab Ki Musafat Se Wisal Ki Tamazat Se Roz-o-Shab Riyazat Se Kia Mila Mohabbat Se Aik Hijer Ka Sehra Aik Sham Yadon Ki Ik Thaka Hua Aan...

Dil Zid Kar Raha Tha K Mujhe Mohabbat Chahiye ( Designed by Khan Jan )

Zakham Khareed Laya Hon Bazar-e-Ishq Se Dil Zid Kar Raha Tha K Mujhe Mohabbat Chahi...

Wo Is Andaz Ki Mujh Se Mohabbat Chahta Hai ( Designed by Guddo )

Wo Is Andaz Ki Mujh Se Mohabbat Chahta Hai Mere Her Khawab Per Apni Hakumat Chahta Hai Wo Kehta Hai Main Us Ki Zaroorat Ban Chuka Hon To Goya Wo Mujhe Hisb-e-Zaroorat Chahta H...

Likhi Hui Dukhon Ki Kitab Parhna ( Poet n Design b Wafa Ghulam Nabi Shaikh )

Likhi Hui Dukhon Ki Kitab Parhna Sisakta Hua Her Ik Baab Parhna Preshan Haal Ghoom Rahe Hain Bina Tabeer Mere Wo Khawab Parhna Umer Kaise Kat'ti Hai Intezar Main Meri Aankhon K Wo Azaab Parhna Jhooti Tehreerain Jhootey Waadey Kiye Jo Tum Ne Be Hisaab Parhna Bhejey Jo Tum Ne Wafa Ko Kante Likha Hai Main Ne Unhain Gulaab Parhna Wafa Ghulam Nabi Shai...

Sakhi To Heer Jaisi Hai ( Poetry of Fakhira Batool n Designed by Abu Hamza )

Sakhi To Heer Jaisi Hai Kahani Phir Chali Aai Mujhe Milne Sakhi! Kaise Guzarti Hai? Mere Honton Pe Taale Dekh Kar Wo Chonk Si Uthi Wo Kuch Pal Soch Kar Boli Sakhi To Heer Jaisi Hai Fakhra Bato...

Jo Main Ne Chaha Tha Ho Jaye ( Poetry of Saad Ullah Shah n Designed by Deepless Eyes )

Jo Main Ne Chaha Tha Ho Jaye Wo Hua To Nahi Magar Ye Dard Meri Zaat Se Juda To Nahi Wo Be-Niaz Hai Tum Se To Chor Do Us Ko Wo Aik Shakhs Hai Aakhir Khuda To Nahi Usi Ki Roshni Shamil Hai Mere Ashkon Main Jo Deep Us Ne Jalaya Tha Wo Bujha To Nahi Saad Ullah Sh...

Dil ( Poetry of Sada Hussain Sada n Designed by Passion Creations )

Aik Toota Hua Sitara Dil Ho Gia Ishq Main Sharara Dil Teri Ban Gai Wafa Teri Chahta Hai Tumhain Humara Dil Ik Na Sajh Saki Tasweer Is Main Umer Bhar Hi Raha Kanwara Dil Badguman Ho Gia Zamane Se Kar Diya Tu Ne Bhi Khasara Dil Ja Baja Bas Gaye Tum Hi Is Main Ab Kahan Dil Raha Humara Dil Kyon Yaqeen Pyar Per Nahi Karta Kis Qadar Sakht Hai Tumhara Dil Tum Sambhalo 'Nahi Nahi' Apni Hum Sambhalen Gham Ka Maara Dil Phir Kahan Dhondte Phiro...

Wo Shakhs Jo Haara Nahi Kisi Jang Main ( Designed by Pasha Shah )

Wo Shakhs Jo Haara Nahi Kisi Jang Main Mohabbat Main Sir Katane Ko Tyar Betha H...

Main Apni Zaat Se Waqif Hi Kab Hua Hota ( Poetry of Najeeh Uddin Raz n Designed by Night Jasmine )

Main Apni Zaat Se Waqif Hi Kab Hua Hota Teri Talash Main Khud Se Na Gar Mila Hota Wisal-s-Yaar Ki Khawahish Na Rehti Logon Main Agar Jo Toor Pe Moosa Ko Dikh Gia Hota Ye Kia K Chor Diya Mujh Ko Yon Achanak Se Koi Ishara To Mere Sanam Diya Hota Main Bhi Hazaar Gile Karta Dunia Walon K Jo Lamakaan Se Mera Rabta Raha Hota Main Tere Sath Saba Ki Tarha Raha Karta Tu Aik Bar Sada Dil Se De Gia Hota Najeeh Uddin R...

Mohabbat Main Sari Baat Rakh Rakhao Ki Thi ( Designed by Rapunzel )

Wo Jis Ghumand Se Bichra Gila To Us Ka Hai K Mohabbat Main Sari Baat Rakh Rakhao Ki T...

Shab-e-Tanhai Main Izafa Bechaini ( Designed by Atif Saeed )

Shab-e-Tanhai Main Izafa Bechaini Ek Tera Khayal Na Aana, Doosra Tera Jawab Na Aa...

Eid Ka Chand ( Poetry of Saghar Siddiqui )

Chaak Daaman Ko Jo Dekha To Mila Eid Ka Chand Apni Tasweer Kahan Bhool Gia Eid Ka Chand Un K Abroye Khamida Ki Tarha Teekha Hai Apni Aankhon Main Bari Dair Chubha Eid Ka Chand Door Veeran Baserey Main Diya Ho Jaise Gham Ki Deewar Se Dekha To Laga Eid Ka Chand Saghar Siddiq...

Tumhari Yaad Jeevan Hai ( Poetry of Aatif Saeed n Designed by Guddo )

Kisi Mousam Main Bhi Jo Meri Yaad Ka Dil Se Kabi Jo Rabta Toote To Dil Ko Dosh Mat Dena Samajh Lena K Jo Tum Se Ye Kehta Tha Tumhari Yaad Jeevan Hai Wo Ab Aisa Nahi Kehta Aatif Sae...

Ye Jo Deewane Se Do Chaar Nazar Nazar Aate Hain ( Poetry of Saghar Siddiqui n Designed by S M Arshad )

Ye Jo Deewane Se Do Chaar Nazar Nazar Aate Hain In Main Kuch Sahib-e-Israr Nazar Aate Hain Teri Mehfil Ka Bharam Rakhte Hain So Jate Hain Warna Ye Log To Bedaar Nazar Aate Hain Door Tak Koi Sitara Hai Na Koi Jugnu Marg-e-Umeed K Aasaar Nazar Aate Hain Mere Daaman Main Shararon K Siwa Kuch Nahi Aap Phoolon K Kharidar Nazar Aate Hain Kal Jinhe Choo Nahi Sakti Thi Farishton Ki Nazar Aaj Wo Ronaq-e-Bazaar Nazar Aate Hain Hashar Main Kon...

Kyon Rote Hain Us Ki Yaad Main Hum ( Designed by Hooria Naaz )

Kyon Rote Hain Us Ki Yaad Main Hum Aansuon Se Taqdeer Badalti To Aaj Wo Humara Ho...

Main Apni Chahton Ka Hissa Lene Jo Beth Jaon ( Designed by Khan Jan )

Main Apni Chahton Ka Hissa Lene Jo Beth Jaon Tum To Sirf Mera Yaad Karna Bhi Na Lota Sa...

Kitna Nazuk Hai Wo Pari Paikar ( Designed by Guddo )

Kitna Nazuk Hai Wo Pari Paikar Jis Ka Jugnu Se Hath Jal Ja...

Hosh Se Hum Ne Yon Nibha Kiya Jaise Koi Bara Gunah Kiya ( Designed by Atif Saad )

Hosh Se Hum Ne Yon Nibha Kiya Jaise Koi Bara Gunah Kiya May Qadey Main Wo Umer Hath Aai Madrisse Main Jise Tabah Ki...

Her Pal Dehan Main Basne Wale Log Fasane Ho Jate Hain ( Poetry of Amjad Islam Amjad n Designed by Night Jasmine )

Her Pal Dehan Main Basne Wale Log Fasane Ho Jate Hain Aankhen Boorhi Ho Jati Hain Khawab Purane Ho Jate Hain Sari Baat Talluq Wali Jazbon Ki Sachai Tak Hai Mail Dilon Main Aa Jaye To Ghar Veerane Ho Jate Hain Amjad Islam Amj...

Mere Humnawa Ko Khabar Karo ( Novel lines of Fakhra Gul n Designed by Faisals )

Mere Humnawa Ko Khabar Karo Ishq Haqeeqi Ho Ya Majazi, Us Ki Had Wahan Se Shuru Hoti Hai Jahan Per Khud Apni Zaat Per Se Ikhtiyar Ki Had Khatam Ho Jaye... Fakhra Gul K Novel "Mere Humnawa Ko Khabar Karo" Se Iqtebas...

Her Ik Pal Ka Talluq Tere Khayal Se Hai

Her Ik Pal Ka Talluq Tere Khayal Se Hai Meri Ghazal Ka Talluq Tere Khayal Se Hai Bhanda Hua Hai Teri Aarzu Se Sara Badan Her Ik Amal Ka Talluq Tere Khayal Se H...

Dooriyan Muqaddar Hain ( Poetry of Aatif Saeed n Designed by Falak Creation )

Sogwar Lehje Main Pairr Khushk Patton Se Keh Rahe Hain Pat Jharr Hai Dooriyan Muqaddar Hain Aatif Sae...

Technology for all

Technology for a...

Kisi Khushi Ka Hai Muddat Se Intezar Mujhe ( Poetry of Waseem Abbas n Designed by Faisals )

Kisi Khushi Ka Hai Muddat Se Intezar Mujhe Ye Aur Baat Na Raas Aaye Gi Bahar Mujhe Main Jo Bhi Zakham Chupata Hon Khol Dete Hain Ajab Tarha K Mile Hain Waseem Yaar Mujhe Waseem Abb...

Hui Hai Sham To Aankhon Main Bas Gia Phir Tu ( Poetry of Ahmed Faraz n Designed by Fozi Creations )

Hui Hai Sham To Aankhon Main Bas Gia Phir Tu Kahan Gia Hai Mere Shehar K Musafir Tu Bohat Udas Hai Ik Shakhs Tere Jane Se Jo Ho Sake To Chala Aa Usi Ki Khatir Tu Ahmed Far...

Chup Na Rehte Byan Ho Jate ( Poetry of Noshi Gillani n Designed by Atif Saad )

Chup Na Rehte Byan Ho Jate Tujh Se Gar Badguman Ho Jate Zabt-e-Gham Ne Bacha Liya Warna Hum Koi Dastan Ho Jate Tu Ne Dekha Nahi Palat K Humen Warna Hum Meharban Ho Jate Tere Qisse Main Hum Bhala Khud Se Kis Liye Badguman Ho Jate Tere Dil Ki Zameen Hi Na Mili Warna Hum Aasman Ho Jate Noshi Gilla...

Beautiful Green Grass Art

Amazing n Beautiful Green Grass A...

Ki Mohammad (s.a.w) Se Wafa Tu Ne ( Poetry of Allama Iqbal n Designed by Falak Creation )

Ki Mohammad (s.a.w) Se Wafa Tu Ne To Hum Tere Hain Ye Jahan Cheez Hai Kia Loh-o-Qalam Tere Hain Allama Iqb...

Ashk Aankhon Main Kab Nahi Aata ( Poetry of Meer Taqi Meer n Designed by Anamika )

Ashk Aankhon Main Kab Nahi Aata Lahu Aata Hai Jab Nahi Aata Hosh Jata Nahi Raha lekin Jab Wo Aata Hai Tab Nahi Aata Dil Se Rukhsat Hui Koi Khawahish Gar Ye Kuch Be Sabab Nahi Aata Meer Taqi Me...