Mohabbat Zinda Rehti Hai

A Lovely Poetry of Khalil Ullah Farooqi and Beautiful Design created by Creative Sign. His Real Name is Waseem Abbas. Creative Sign is not just a great urdu artwork designer, he is also a nice poet.

Amazing Watermelon Art

Such an Amazing and So Beautiful Watermelon Artwork by an Unknown Artist.

Lakeeren Jhoot Bolti Hain

Very Nice Poetry and Beautifully Designed by Queen Victoria. Her real Name is Shabnam Iqbal. She is one of the Most Renowned Urdu Poetry Designers.

All Because Of You

I awake each day with a smile, And greet it with a laugh, The world is a treasure to me, Because of you...

Mohabbat Sath Deti Hai

Very Beautiful Poetry and Such a Lovely Design Created by Guddo. His Real Name is Munir and His Creations are Always Most Likeable. He use Beautiful Natural Objects in his Most Creations.

Site Updated Daily.. Keep Visting :)
Showing posts with label Maira Haider. Show all posts
Showing posts with label Maira Haider. Show all posts

Tumhain Mujh Se Mohabbat Thi ( Poetry by Seema Ghazal n Designed by Maira Haider )

Click on pic for full view
Shikayat
Mujhe Tum Se Shikayat Hai
K Tum Ne Umer Bhar Mujh Ko
Khabar Ye Bhi Na Hone Di
Tumhain Mujh Se Mohabbat Thi
Seema Ghazal

Ye Aarzu Hai K Khushbu Hassaar Ho Mera ( Poetry by Ward Bazmi n Designed by Maira Haider )

Click on pic for full view
Ye Aarzu Hai K Khushbu Hassaar Ho Mera
Jo Apni Bahon Ko Sandal Bana Sako To Kaho
Ward Bazmi

Kuch Na Rahe Ga Baki Phir Meri Zindagi Main ( Poetry of Waseem Abbas n Designed by Maira Haider )

Kuch Na Rahe Ga Baki Phir Meri Zindagi Main
Tu Ne Agr Ay Janaa Mujhe Rahguzar Main Chora
Waseem Abbas

Mohabbat Ki Ibadat Me Kahan Auqat Hote Hain ( Poetry by Waseem Abbas n Designed by Maira Haider )

Mohabbat Ki Ibadat Main Kahan Auqat Hote Hain
Ye Wo Tasbeeh Hai Ki Jaye Jo Sara Saal Dharkan Per
Waseem Abbas

Tera Khayal Karen Aise Ustwar Aankhen


Mujhe Tum Se Mohabbat Hai


Tmari Aankhon K Surkh Dore


Khawab Sajane Wali Aankhen ( Poetry of Aatif Saeed n Designed by Maira Haider )

Khawab Sajane Wali Aankhen
Pal Bhar Main Banjar Ho Jaen
Rasta Takte Takte Thak Kar
Umeeden Pathar Ho Jaen
Lab Per Thehri Ho Khamoshi
Aur Seene Main Hashar Bpa Ho
Lafzon Ki Maala Ka Dhaaga
Beech Se Jaise Toot Gia Ho
Bhooli Bisri Sari Baten
Main Bhi Shayd Yaad Bana Lon
Bhool K Apne Dukhre Sare
Honton Pe Muskan Saja Lon
Tum Dhoondo Phir Mujh Main Mujh Ko
Aur Main Khud Main Gum Ho Jaon
Aisa Bhi To Ho Sakta Hai
Main Bhi Ik Din Tum Ho Jaon
Aatif Saeed