
Wafa Kahan Ki Aur Bewafai Kaisi Hai
Milan Hua Hi Nahi Phir Judai Kaisi Hai
Rahi Hon Sath Usi K Nahi Tha Jo Mera
K Dil Ne Rasm-e-Mohabbat Nibhai Kaisi Hai
Nusrat Nase...

Qaafley Raakh Huey Dasht-e-Janoon Main Kitne
Kash! Khushiyon Ki Tarha Dard Bhi Hijrat Kar...

Saal-e-Nau
Naie Subhain, Naie Shaamen, Naye Lamhe, Naye Saathi
Magar Ik Main.....
K Jo Waise Ka Waisa Hon!
Furat-e-Waqt Pe Bikhre
Guzishta Saal Ki Saari
Adhoori Khawahishon K
Ann-ginat Tukron Ko Chunta Hon!
Unhain Ik Aik Kar K Jorta Hon
Shakal Deta Hon.....
Main Phir Ik Khawab Bunta Hon...!!
Amjad Bukha...

Tujhe Chahne Ka Jurm Hi To Kiya Tha
Tu Ne Pal Pal Marna Meri Saza Kar ...

Kia Kahon Tum Se Main K Kia Hai Ishq
Jaan Ka Rog Hai Balaa Hai Ishq
Ishq Hi Ishq Hai Jahan Dekho
Saare Aalam Main Bhar Raha Hai Ishq
Meer Taqi Me...

Tanziya Lehja Munafqat Dil Jhoote Wadey Aur Lafzon K Jaal
Ibn-e-Aadam! Kia Tu Waqihahi Ashraf-ul-Makhluqat Hai.....

Hum Apni Jaan Tak Us Pe Luta Den Gey
Koi Humari Tarha Hum Se Mohabbat To Ka...

Chashm-e-Baddoor Hain Jadu Aankhen
Aaine Se Na Laraa Tu Aankhen
Wo Mere Dil Main Chupe Bethey Hain
Dhondti Hain Jinhen Her Soo Aankhen
Dr. Ali Ahmed Jalee...

Hum Ye To Nahi Kehte Koi Tere Liye Dua Na Mange
Hum To Bas Ye Kehte Hain Koi Tujhe Dua Main Na Man...

Wohi Galiyan Wohi Kooche Wohi Sardi Ka Mousam Hai
Isi Andaz Se Apna Nizam-e-Zeest Barham Hai
Ye Husn-e-Itefaq Aisa K Nikhri Chandni Bhi Hai
Wohi Her Simt Veerani, Udasi Tishnagi Si Hai
Wohi Hai Bheer Sochon Ki Wohi Tanhaiyan Phir Se
Musafir Ajnabi Aur Dasht Ki Pehnaiyan Phir Se
Mujhe Sab Yaad Hai Kuch Saal Pehle Ka Qissa Hai
Wohi Lamha To Veerane Ka Aan Abaad Hissa Hai
Meri Aankhon Main Wo Ik Lamha Mojood Ab Bhi Hai
Wo Zinda Raat Ki Tanhai...

Meri Saari Umer Main
Aik Hi Kami Hai Tu
Meri Zindagi Hai ...

Hum Tum Se Chasham Rakhte They Dildariyan Bohat
So Altfaat Km Hai Dil Aazaariyan Bohat
Dekhen To Kia Dikhaye Ye Afrat-e-Ishtiaq
Lagti Hain Teri Aankhen Humen Pyariyan Bohat
Meer Taqi Me...