Mohabbat Zinda Rehti Hai

A Lovely Poetry of Khalil Ullah Farooqi and Beautiful Design created by Creative Sign. His Real Name is Waseem Abbas. Creative Sign is not just a great urdu artwork designer, he is also a nice poet.

Amazing Watermelon Art

Such an Amazing and So Beautiful Watermelon Artwork by an Unknown Artist.

Lakeeren Jhoot Bolti Hain

Very Nice Poetry and Beautifully Designed by Queen Victoria. Her real Name is Shabnam Iqbal. She is one of the Most Renowned Urdu Poetry Designers.

All Because Of You

I awake each day with a smile, And greet it with a laugh, The world is a treasure to me, Because of you...

Mohabbat Sath Deti Hai

Very Beautiful Poetry and Such a Lovely Design Created by Guddo. His Real Name is Munir and His Creations are Always Most Likeable. He use Beautiful Natural Objects in his Most Creations.

Site Updated Daily.. Keep Visting :)

Ashaaq K Taeen Hai Ajz-o-Niaz Wajib ( Poetry by Meer Taqi Meer n Designed by Anamika )

Click on pic for full view Ashaaq K Taeen Hai Ajz-o-Niaz Wajib Hai Farz-e-Ain Rona Dil Ka Gadaaz Wajib Meer Taqi Me...

Hum To Bas Khawab Hain Kuch Pal Main Bikharne Wale...!! ( Designed by Asif's Creation )

Click on pic for full view Hum To Bas Khawab Hain Kuch Pal K Liye Dekho Humen Phir Kisi Aankh Kisi Neend Main Aane K Nahi Phir Kisi Rah Kisi Mor Per Hum Hon Gey Nahi Hum To Bas Gard Hain Kuch Dair Main Mit Jaen Gey Hum To Khushbu Hain Humen Rang Na Koi Dena Sirf Ehsas Ko Choo Kar Hai Guzar Jana Humen Hum To Aansu Hain Bahen Gey To Na Loten Gey Kabi Hum To Bas Zakham Hain Seeney Ka.....Humen Bharna Hai Hum Wo Ehsas Ki Bailen Hain Jo Chaon Chahen Door...

Pro Diye Mere Aansu Hawa Ne Shakhon Main ( Poetry by Parveen Shakir n Designed by Bisma's Arts )

Click on pic for full view Pro Diye Mere Aansu Hawa Ne Shakhon Main Bharam Bahar Ka Baqi Rahe Nigahon Main Saba To Kia K Mujhe Dhoop Tak Jaga Na Saki Kahan Ki Nend Utar Aai Hai In Aankhon Main Kuch Itni Taiz Hai Surkhi K Dil Dharakta Hai Kuch Aur Rang Pas-e-Rang Hai Gulabon Main Spurdgi Ka Nasha Tootne Nahi Paata Anaa Samai Hui Hai Wafa Ki Bahon Main Badan Pe Girti Chali Ja Rahi Hai Khawab Si Barf Khanak Spedi Ghuli Ja Rahi Hai Sanson...

Raqs Karte Huey Darwesh Ko Maloom Hai Sab ( Poetry by Adnan Khan Asar n Designed by Raja Azhar )

Click on pic for full view Raqs Karte Huey Darwesh Ko Maloom Hai Sab Kitne Adwar Hain Urti Hui Is Khak Main Gum Adnan Khan As...

Wo Mohabbat Main Qalandar Bhi To Ho Sakta Hai ( Designed by Waheed's Art )

Click on pic for full view Aik Muddat Se Tujhe Wird Main Rakha Jis Ne Wo Mohabbat Main Qalandar Bhi To Ho Sakta Hai Tere Koochey Main Jo Aaya Hai Ghulamon Ki Tarha Wo Apni Basti Ka Sikandar Bhi To Ho Sakta Hai Silsila Waar Agar Ashk Giraye Jaen Ye Jo Sehra Hai Samundar Bhi To Ho Sakta Hai Kab Talak Tere Khayalon K Sahare Pe Jiyen Dil Teri Yaad Se Munkar Bhi To Ho Sakta Hai...

Ik Ye Khawahish K Koi Zakham Na Dekhey Dil Ka ( Designed by Bisma's Arts )

Click on pic for full view Ik Ye Khawahish K Koi Zakham Na Dekhey Dil Ka Ik Ye Hasrat K Koi Dekhne Wala Ho...

Sabab Jo Dhoondo Gey To Umren Beet Jaen Gi ( Designed by Black Pearl )

Click on pic for full view Sabab Jo Dhoondo Gey To Umren Beet Jaen Gi Kaha Naa Yaad Aate Ho To Bas Phir Yaad Aate ...

Talab Ko Ajar Na Don Fiker-e-Rahguzar Na Karon ( Poetry by Mohsin Naqvi n Designed by Sunny Shah )

Click on pic for full view Talab Ko Ajar Na Don Fiker-e-Rahguzar Na Karon Safar Main Ab K Hawa Ko Bhi Humsafar Na Karon Ubharte Doobte Suraj Se Tor Lon Rishta Main Sham Orrh K So Jaon Aur Sehar Na Karon Ye Mere Dard Ki Dolat Meri Mata-e-Firaq In Aansuon Ki Wazahat Main Umer Bhar Na Karon Ujaar Shab Ki Khalash Ban K Ban Main Kho Jaon Main Chandni Ki Tarha Khud Ko Dar Badar Na Karon Wo Aik Pal Ko Dikhai To De Kahin Mohsin Main Jaan Ganwa Kar Bhi...

Eid Ka Chand ( Poetry by Saghar Siddiqui n Designed by Jawaid Khan )

Click on pic for full view Chaak Daaman Ko Dekha To Mila Eid Ka Chand Apni Tasweer Kahan Bhool Gia Eid Ka Chand Un K Abroye Khameeda Ki Tarha Teekha Hai Apni Aankhon Main Bari Dair Chubha Eid Ka Chand Door Veeran Baserey Main Diya Ho Jaise Gham Ki Deewar Se Dekha To Laga Eid Ka Chand Le K Halaat K Sehraon Main Aa Jana Hai Aaj Bhi Khuld Ki Rangeen Fiza Eid Ka Chand Talkhiyan Barh Gaien Jab Zeest K Pemane Main Ghol K Dard K Maron Ne Piya Eid Ka...

Meri Dehleez Per Bethi Hui ( Poetry by Gulzar n Designed by Bisma's Arts )

Click on pic for full view Meri Dehleez Per Bethi Hui Zanon Pe Sar Rakhe Ye Shab Afsos Karne Aai Hai K Mere Ghar Pe Aaj Hi Jo Mar Gia Hai Din Wo Din Hamzaad Tha Is Ka Wo Aai Hai K Mere Ghar Main Us Ko Dafan Kar K Aik Diya Dehleez Per Rakh Kar Nishani Chor De K Mehv Hai Ye Qabar Is Main Koi Dosra Aa Kar Nahi Lete Main Shab Ko Kaise Batlaon Bohat Din Mere Aangan Main Yon Aadhe Adhoore Se Kafa Orrhay Parre Hain Kitne Salon Se Jinhen Main Aaj Tak...

Aaiye Barishon Ka Mousam Hai ( Designed by Anamika )

Click on pic for full view Aaiye Barishon Ka Mousam Hai In Dino Chahaton Ka Mousam Hai Kyon Lagate Ho Pyar Per Pehre Umer Hai Khawahishon Ka Mousam Hai Waqt Be Waqt Ghar Se Mat Niklo Her Gali Aashiqon Ka Mousam Hai Aaj Kuch Maang Lo Naseem Un Se Aaj Farmaishon Ka Mousam H...

Abi To Dard Hai Jis Ne Samet Rakha Hai ( Poetry by Aatif Saeed n Designed by Pasha Shah )

Click on pic for full view Abi To Dard Hai Jis Ne Samet Rakha Hai Ye Na Raha To Bikhar Jaye Gi Ye Tanhai Aatif Sae...

Mujhe Mat Chor Kar Jana ( Poetry by Nusrat Naseem n Designed by Passion Creations )

Click on pic for full view Pukara Karb Se Dil Ne Mujhe Mat Chor Kar JanaNahi Phir Raste Milne Mujhe Mat Chor Kar JanaJudai K Tasawwar Se Ye Dharti Kanp Uthi HaiLaga Hai Arsh Bhi Hilne Mujhe Mat Chor Kar JanaKaro Tum Yaad Wo Pemaan Humare Sath Jeene KKaha Tha Dil Se Jab Dil Ne Mujhe Mat Chor Kar JanaMusarrat Ki Kiran Phaile Gi Chatt Jaye Gi TareekiWafa K Phool Hain Khilne Mujhe Mat Chor Kar JanaJigar Main Chaid Kar De Gi Faqat Ik Pal Ki Doori...

Main Aasman K Aangan Main Ghar Bana Leta ( Designed by Guddo )

Click on pic for full view Mujhe Faraib Na Milta Agar Sitaron Se Main Aasman K Aangan Main Ghar Bana Leta...

Udasi Naam Hai Jis Ka ( Designed by Bisma's Arts )

Click on pic for full view Udasi Naam Hai Jis Ka Us Azab Main Barson Se Muqeed H...

Tumhain Mujh Se Mohabbat Thi ( Poetry by Seema Ghazal n Designed by Maira Haider )

Click on pic for full view Shikayat Mujhe Tum Se Shikayat Hai K Tum Ne Umer Bhar Mujh Ko Khabar Ye Bhi Na Hone Di Tumhain Mujh Se Mohabbat Thi Seema Ghaz...

Dunia Ki Mehfilon Se Ukta Gia Hon Ya Rab ( Designed by Queen Victoria )

Click on pic for full view Dunia Ki Mehfilon Se Ukta Gia Hon Ya Rab Kia Lutf Anjuman Ka Jab Dil Hi Bhuj Gia ...

Mohabbat Chehre Dekh K Nahi Hoti ( Poetry by Rabia Basri n Designed by Guddo )

Click on pic for full view Mohabbat Chehre Dekh K Nahi Hoti Kaie Chahat Bhare Se Dil Bohat Se Chand Chehre Kaie Jadu Bhari Aankhen Mohabbat Se Bhari Bahen Bulati Hain Us Khushnawa Ki Halki Si Sada Sunne Ko Jane Kis Kis Ne Apni Samahaten Rehan Rakhwai Thien Lekin Suraj Ne Ik Subah Apni Aankhen Khol K Khirki Se Jhanka To Hairan Ho Gia Palken Tak Jhapakna Bhool Betha Wo Ziddi Teekhi Si Khush Adaa Aur Khush Galo Larki Bohat Hi Aam Se Ik Shakhs K Qadmon...

Kabi Lamhon Ki Qabron Se ( Poetry by Fakhra Gul n Designed by Passion Creations )

Click on pic for full view Kabi Lamhon Ki Qabron SePurane Lafz Uth KarBe Zubani Ki Faseelon Tak Pohnchte HainBadan Per Chand Adhoore Khawab Aur Alfaz Be ChehraHaroof-e-Be Zuban, Pasmurda Aur Be Chain BenaiyanSham Ki Yaad Ki Dehleez K Us Paar AksarWaqt Ko Dorta Paate Hain To Ro Parte HainLarkharaye Jo Kabi Ankahi Baton Ka KhayalAik Veeran Hansi Hanste Hi Ro Parte HainJaise Pardes Main Pohnche Koi Ghamnak KhabarAur Ghut Ghut K Roye Jate Hain Tanha...

Agar Tum Khol Bethey Ho ( Designed by Bisma's Art )

Click on pic for full view Agar Tum Khol Bethey Ho Ye Safa Sham Se Pehle Muqaam Sabar Se Pehle Had-e-Ilzam Se Pehle Kahani Khatam Hi Karni Hai Agar Anjam Se Pehle To Ye Bhi Faisla Kar Lo K Hum Likhen To Kia Likhen Tumhare Naam Se Peh...

Sab Ashk Beh Gaye To Udasi Thehar Gai ( Designed by Ahmad Ali )

Click on pic for full view Khali Nahi Raha Kabi Aankhon Ka Ye Makaan Sab Ashk Beh Gaye To Udasi Thehar G...

Kitab Aur Khawab ( Designed by Guddo )

Main Tumhari Aankhon K Kinare Beth Kar Khawabon K Bare Main Aik Kitab Likhna Chahta H...

Kitna Aasan Tha Tere Hijer Main Marna Janaa ( Designed by Lucky Naz Creations )

Click on pic for full view Kitna Aasan Tha Tere Hijer Main Marna Janaa Phir Bhi Ik Umer Lagi Jaan Se Jate Ja...

Sakoot-e-Qarb Main Utro To Yaad Kar Lena ( Designed by Waheed's Art )

Click on pic for full view Sakoot-e-Qarb Main Utro To Yaad Kar Lena Kabi Jo Toot K Bikhro To Yaad Kar Lena Khushi K Waqt Main Chahe Humen Bhula Dena Ghamon Ki Rah Jo Dekho To Yaad Kar Lena Ganwa Na Dena Kahin Umer Pashemani Main Khud Apne Aap Se Uljho To Yaad Kar Lena Maana Tum Guftagu K Mahir Ho Wafa K Lafz Pe Atko To Yaad Kar Len...

Mere Andar Bhi Ro Raha Hai Koi ( Poetry by Farhat Abbas Shah n Designed by Queen Victoria )

Click on pic for full view Shehar Barbad Ho Raha Hai Abi Aur Tu Hai K So Raha Hai Abi Dekh Veeran Ho Raha Hai Jahan Aur Tu Dagh Dho Raha Hai Abi Tere Andar Bhi Koi Dukh Main Hai Mere Andar Bhi Ro Raha Hai Koi Farhat Abbas Sh...

Agar Tum Pas Rehte To ( Designed by Guddo )

Click on pic for full view Mohabbat K Sawalon Ko Hawale Mil Gaye Hote Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahin Per Khil Gaye Hote Meer Emaan Ki Takmeel Bhi Aasan Ho Jati Faraiyat Mujhe Be Simt Raston Per Na Bhatkati Zaroort Mujh Ko Be Awaz Chehron Se Na Milwati Hazar Sooraton Main Yon Kabi Tajseem Na Hota Agar Tum Pas Rehte To Main Yon Taqseem Na Hota......

Kis Tarha Khud Ko Teri Fikar Se Azaad Karon ( Poetry by Aatif Saeed n Designed by Creative Sign )

Click on pic for full view Kis Tarha Khud Ko Teri Fikar Se Azaad Karon Apni Sochen Teri Sochon Se Churaon Kaise Aatif Sae...

Jankani Main Mareez-e-Hasti Hai ( Poetry by Aitbar Sajid n Designed by Jia Khan )

Click on pic for full view Jankani Main Mareez-e-Hasti Hai Mangta Hai Dawa Zamane Se Charasazo Sunehri Moqa Hai Zehar De Do Isi Bahane Se Aitbar Saj...

Teri Yaden ( Designed by Fozi Creations )

Click on pic for full view Teri Yaden Zaat Ki Chatano Per Jism-o-Jaan K Sahil Per Aik Ajab Talatum Hai Aankhon Ki Nami Dil Se Moj Ban Kar Milti Hai Hum To Bas Akaile Hain Jane Kyon Teri Yaden Foj Ban Kar Milti Ha...

Ye Khoobru Log Jin Ki Aankhen ( Poetry by Mohsin Naqvi n Designed by Sunny Shah )

Click on pic for full view Ye Khoobru Log Jin Ki Aankhen Tumhare Ujley Badan Per Chispaan Tumhare Naqsh-e-Qadam Ki Khushbu Main Sabt Aise Bhanwar Main Jaise Hina K Pattey Main Sochta Hon K Itni Aankhon K Dairon Main Meri Akaili Udas Aankhon Ki Hesiyat Kia Hai Meri Wafa Ka Muqaam Kia Hai Meri Mohabbat Ka Naam Kia Hai Mohsin Naq...

Tum Dard Ki Qeemat Mat Poocho ( Poetry by Afshan Afsh n Designed by Nida's Art )

Click on pic for full view Tum Dard Ki Qeemat Mat Poocho Be Mol Khareedey Jate Hain Afshan Af...

Ye Dasht-e-Hijer Ye Wehshat Ye Sham K Saye ( Poetry by Amjad Islam Amjad n Designed by Bisma's Art )

Click on pic for full view Ye Dasht-e-Hijer Ye Wehshat Ye Sham K Saye Khuda Ye Waqt Teri Aankh Ko Na Dikhlaye Usi K Naam Se Lafzon Main Chand Utre Hain Wo Aik Shakhs K Dekhon To Aankh Bhar Aaye Jo Kho Chuke Hain Unhen Dhoondna To Mumkin Hai Jo Ja Chuke Hain Unhen Koi Kis Tarha Laye Kali Se Main Ne Gul-e-Tr Jise Banaya Tha Ruten Badalti Hain Kaise Mujhe Hi Samjhaye Jo Be Charagh Gharon Ko Charagh Deta Hai Usey Kaho K Mere Shehar Ki Taraf...

Meri Aankhon Se Dhoonden Tujhe Her Soo Dekhen ( Poetry by Ahmed Nadeem Qasmi n Designed by Deepless Eyes )

Click on pic for full view Meri Aankhon Se Dhoonden Tujhe Her Soo Dekhen Sirf Khalwat Main Jo Karte Hain Nazara Tera Wo Andheron Se Bhi Drana Guzar Jate Hain Jin K Mathey Main Chamakta Hai Sitara Tera Nadiyan Ban Kar Paharon Main To Sab Ghoomte Hain Rehguzaron Main Bhi Behta Raha Darya Tera Ahmed Nadeem Qas...

Beautiful Handmade Paintings by Nadia Birru

Click on pic for full view Paring (illustration to story "The Island', canvas, acrill) Meeting (painting on a wall, 2011) The lanscape with a cross (canvas, actill, 2010) Vegatables (tray, iron, oil) Nastya (canvas, acrill, 2010) Scarlet sails (canvas, acrill) Crimean Lavra (canvas, acrill) The Island (illustaration to the same story, paper, water-colors) Flowers (tray, plastic, oil) Fruits (tray, iron, oil) Orpheus...

Kia Kahon Tum Se Talluq Ka Ye Kaisa Mor Hai ( Poetry by Aatif Saeed n Designed by Lucky Naz Creations )

Click on pic for full view Kia Kahon Tum Se Talluq Ka Ye Kaisa Mor Hai Guftagu Ka Rukh Mura Hai Ab Bahano Ki Taraf Aatif Sae...

Gham-e-Hijran Ki Aziyat Sahi Na Jaye Gi ( Poetry by Saqib Ali Saaqi n Designed by Waheed's Art )

Click on pic for full view Gham-e-Hijran Ki Aziyat Sahi Na Jaye Gi Hum Juda Hote Hi Mar Jaen To Acha Ho Ga Saqib Ali Saaqi...