
Click on pic for full view
Teri Yaden Bhool Jane Tak
Maar De Ga Tera Khayal Muj...

Click on pic for full view
Jo Us Ki Chah Main Guzri Wo Zindagi Thi Meri
Phir Us K Baad Guzara Hai Zindagi Ne Muj...

Click on pic for full view
Wo Sawan Jis Main Zulfon Ki Ghata Chai Nahi HotiJo Barse Bhi To Serab Apni Tanhai Nahi HotiJanab-e-Ishq Karte Hain Karam Kuch Khas Logon PerHer Insan K Muqaddar Main To Ruswai Nahi HotiSamundar Pur Sakoon Hai Is Liye Gehra Bhi Hai WarnaMachalti Nadiyon Main Koi Gehrai Nahi HotiYe Wa'az Hai, Nahi Taqreer Main Rakhta Jawab ApnaMagar Us Shakhs Ki Baton Main Sachai Nahi Hoti
Qateel Shaf...

I love the way you look at me,
Your eyes so bright and blue.
I love the way you kiss me,
Your lips so soft and smooth.
I love the way you make me so happy,
And the ways you show you care.
I love the way you say, "I Love You"
And the way you're always there.
I love the way you touch me,
...

Being in love with you makes every morning worth getting up for....

Click on pic for full view
Suno! Ay Mom Ki Gurya
Suno! Ay Mom Ki Gurya
Ab Is Dour K Andar
Koi Majnu Nahi Banta Koi Ranjha Nahi Hota
Qadam Do Chaar Chalne Se
Safar Saanjha Nahi hota
To In Bekaar Sochon Pe
Suno! Rone Ka Dar Kaisa
Jise Paya Nahi Tum Ne
Usey Khone Ka Dar Kai...

Click on pic for full view
Ehsas-e-Jurm Irtkab-e-Jurm Se Zyada Balke Kahin Ziada Khalish Ka Baais Banta Hai Kyon K Irtkab-e-Jurm To Waqt Ki Chand Ghariyon K Sath Khatam Ho Jata Hai Is K Bar-aks Ehsas-e-Jurm Dil Main Zinda Ho Jaye To Phir Marta Nahi Hai Balke Murtakib Ki Zindagi Ko Ghan Ki Tarha Chat Leta Hai.
Iqtebas: "Wohi Aik Lamha Zeest Ka" by "Fakhra Gu...

Click on pic for full view
Mohabbat Kia Hui Ruswa Zamane MainJise Dekha Wohi Tanha Zamane MainHazaron Rang Hain Dunia K Dunia MainKoi Jhoota Koi Sacha Zamane MainKoi Samjha Mujhe Na Main Kisi Ko YaanNa Marta Main To Kia Karta Zamane MainKhuda Se Lo Lagai To Sakoon PayaSakoon-e-Qalb Kab Dekha Zamane MainWo To Shah Rag Se Bhi Nazdeek Tha MereJise Din Raat Hai Dhoonda Zamane MainYe Qasmain Aur Waadey Yar Sab JhooteMain Ne Dekha Nahi Kia Kia Zamane...

Click on pic for full view
Roz-o-Shab K Meley Main Ghaflaton K Maare Hum
Shayd Ye Samajhte Hain Hum Ne Jis Ko Dafnaya
Bas Usi Ko Marna T...

Click on pic for full view
Kahin Barish Baras Jaye
Kahin Sehra Taras Jaye
Kahin Kali Ghata Utre
Kahin Bad-e-Saba Thehre
Tumhare Aur Mere Darmiyan
Aa Kar Khuda Thehre
To Meri Zindagi K Awwal-o-Aakhir
Tum Us Lamhe
Khuda K Baad Aate Ho
Mujhe Tum Yaad Aate Ho
Farhat Abbas Sh...

Click on pic for full view
Main Jise Yaad Kar Raha Hon Yahan
Main Usey Yaad Bhi Nahi Hon Ga
Aatif Sae...

Click on pic for full view
Farigh Na Janiye Mujhe, Masroof-e-Jang Hon
Us Chup Se Jo Kalam Se Aage Nikal Ga...

Click on pic for full view
Aaj Dard Bhi Us Ne Alehda Kar Liye
Aaj Main Roya To Mere Sath Wo Roya Na Tha...

Click on pic for full view
Main Bohat Thak Gai Thi
Tumhari Be-Aitnai Bari Jaan Leva Thi
Jabhi
Ik Shajar Apna Saya Liye Meri Aur Aaya
To Main Ne
Umer Bhar K Liye
Us Ki Chaon Orrh Lene Ka Faisla Kar Liya
Teri Yadon Se Khud Ko Reha Kar Liya
Suno Ho Sake To
Khud Ko Meri Jaga Rakh K Sochna
Aur Dil Ki Chubhan
Meri Uljhan
Safar Ki Thakan Samne Rakh K
Mujhe Maaf Kar Dena
Rabia Bas...

Click on pic for full view
Haqeeqat Main Ye Khamoshi Humesha Chup Nahi Hoti
Kabi Tum Ghor Se Sunna Bohat Qissay Sunati H...

Click on pic for full view
Jin Shamon Main Tujhe Bhoolna Chahen
Wohi Raaten Azaab Hoti Hain
Apni Yaadon K Silsiley Roko
Humari Neenden Kharab Hoti Ha...

Kaafi Arsa Beet GiaJane Ab Wo Kaisa Ho Ga,Waqt Ki Saari Karwi BatenChup Chap Hi Wo Sehta Ho Ga,Ab Bhi Bheegi Barish Main WoBin Chatri K Chalta Ho Ga,Mujh Se Bichre Arsa BeetaAb Wo Kis Se Larta Ho Ga,Acha Tha Jo Sath Hi RehteBaad Main Us Ne Socha Ho Ga,Apne Dil Ki Sari BatenKhud Se Khud Hi Kehta Ho Ga,Aankhen Num Bhi Hoti Hon GiYaad Wo Aanchal Karta Ho Ga,Naam Wafa Ka Aaye Jab ToYaad Mujhe Wo Karta Ho G...

Click on pic for full view
Abi To Is Main Mujhe Bebasi Dikhani Hai
Abi Ye Hijer Ki Tasweer Namukammal Hai
Aatif Sae...

Click on pic for full view
Kyon Bheeg Rahi Hai Raat Meri
Kia Koi Kahin Pe Ro Raha Hai
Samina Ra...

Click on pic for full view
Main Tere Sang Sada HonJahan Ho Tu JanaaShab-e-Siyah Main Taron Ki Rida Ki SooratZair-e-Lab Pinha Kisi Hurf-e-Dua Ki SooratBahaar-e-Subha Main Baad-e-Saba Ki SooratTere Wajood Main Gardish-e-Lahu Ban KarFalak Pe Rang-e-Dhanak Aur Gul Main Boo Ban KarDil-e-Hazeen Main Betab Aarzu Ban KarMain Tere Sang Sada HonJahan Ho Tu JanaaDaaman-e-Abar Se Barish Ho Kabi Yadon KiBhigoye Oss Jo Siskarte Se Khawabon KiSahi Na Jaye...

Click on pic for full view
Shajar Tab Hi Lagana Jab Zameenon Ko Parakh Lena
Her Ik Mitti Ki Fitrat Main Wafadari Nahi Ho...

Click on pic for full view
Kisi Roz Barish Me Ghar Se NikalnaKhizan Me Gire Toote Patton Pe ChalnaTapakne Lage Jab Darakhton Se PaniTumain Yaad Aaye Gi Beeti KahaniK Jab Hum Kisi Sham Tum Se Mile TheyMohabat K Raston Pe Hum Tum Chale TheyTeri Neeli Ankhon Me Rang-e-Wafa ThaKanwal Jheel Me Jaise Khilne Laga ThaWo Saddiyon K Kissey Wo Baten PuraniKaren Yaad Kyon Kar Wo Beeti KahaniMohabat Ki Shamma Jala Di Bujha DiAjab Ik Kahani Hai Rang-e-Wafa...

Click on pic for full view
Khushiyan Aur Gham Sehti Hai
Phir Bhi Ye Chup Rehti Hai
Ab Tak Kisi Ne Na Jana
Zindagi Kia Kehti H...

Click on pic for full view
Kabi Lafz Bhool Jaon Kabi Baat Bhool Jaon,Tujhe Is Qadar Chahon Apni Zaat Bhool Jaon,Uth Kar Kabi Jo Tere Paas Se Chal Don,Jate Huey Khud Ko Tere Paas Bhool Jao...

Click on pic for full view
Ajnabi Sham Aankhon K Raste Main Thehri Hui Hai
Khmoshi K Jaisi Hawa Narm Ro Hai
Hawa Ki Nashebi Guzargah Per
Apne Saye Samete Huey
Sab Shajar Sadhuon Ki Tarha Chup Khare Hain
Kisi Dehaan Main Gum...Kisi Jaap K Sehar Main
Baad-e-Sar Sabz Ka
Koi Chanchal Sa Jhonka Jo Guzre
To Sab Chonk Uthte Hain
Pat Jharr Se Surkhaye Kuch Paat Jharte Hain
Aur Door Tak Raston Per Bikhar Jate Hain
Bareek Boondon Ki Rim Jhim Se Halki Hawa...

Click on pic for full view
Agar kabi aisa ho k aik hi zameen per rehte huey humare darmiyan koson ya meelon ki bhi doori ho jaye to yaad rakhna k faslee sirf unhi logon k liye waswason aur khadshat ka baais bante hain jin k dil me Mohabbat kamzor ho warna jitni bhi aur jaisi bhi doori ho us se Mohabbat do aatsha ho jaya karti hai..mazeed qareeb le aati hai.
Fakhra Gul k novel "Mere humnawa ko khabar karo" se iqteb...

Click on pic for full view
Baat Se Baat Banane Ki Zaroorat Kia Hai
Rabte Had Se Barhane Ki Zaroorat Kia Hai
Ye Agar Tay Hai Humen Aik Nahi Hona To
Is Qadar Milne Milane Ki Zaroorat Kia Hai
Syed Athar A...

Click on pic for full view
Chahta Tha Me Toot Kar Us Ko
Wo Bhi Mujh Per Fareefta Tha Bohat
Hum They Aik Jaan Aur Do Qalib
Wisal Hota Tha Jab Naseeb Humen
Dono Ik Doosre Se Kehte They
Hijer Hum Ko Na Raas Aaye Ga
Hum Jo Bichre To Bas Yehi Ho Ga
Saans Ki Dor Toot Jaye Gi
Mout Hum Ko Gale Lagaye Gi
Aur Phir Ye Hua K Qismat Ne
Doosre Ka Bana Diya Us Ko
Gham To Mujh Ko Bohat Hua Lekin
Toot Pai Na Saans Ki Dori
Aur Phir Aik Din Ba Majboori
Main Bhi...

Click on pic for full view
Sardiyon Ki
Yakh Bastgi Main
Kahin Mere Andar
Main Ne
Pai Hai Aisi Hararat
Jo Naqabil-e-Shikast H...

Click on pic for full view
Azab dar Azab Dekhe Hain Hum Ne
Kaie Bikharte Khawab Dekhe Hain Hum Ne
Haqarton Ki Rut Bulai Hai Kis NeBilakte Kuch Gulab Dekhe Hain Hum Ne
Sada Hussain Sa...

Click on pic for full view
Jo Ayan Ayan Thien Adawaten Mujhe Raas Thien
Ye Jo Zehar Khand Salam They Mujhe Kha Ga...