Mohabbat Zinda Rehti Hai

A Lovely Poetry of Khalil Ullah Farooqi and Beautiful Design created by Creative Sign. His Real Name is Waseem Abbas. Creative Sign is not just a great urdu artwork designer, he is also a nice poet.

Amazing Watermelon Art

Such an Amazing and So Beautiful Watermelon Artwork by an Unknown Artist.

Lakeeren Jhoot Bolti Hain

Very Nice Poetry and Beautifully Designed by Queen Victoria. Her real Name is Shabnam Iqbal. She is one of the Most Renowned Urdu Poetry Designers.

All Because Of You

I awake each day with a smile, And greet it with a laugh, The world is a treasure to me, Because of you...

Mohabbat Sath Deti Hai

Very Beautiful Poetry and Such a Lovely Design Created by Guddo. His Real Name is Munir and His Creations are Always Most Likeable. He use Beautiful Natural Objects in his Most Creations.

Site Updated Daily.. Keep Visting :)

Ay Mere Bechain-o-Beqarar Dil

Ay Mere Bechain-o-Beqarar Dil
Kia Tujhe Maloom Hai
Us Ka Bhi Koi Pal Aisa Guzarta Ho Ga
Jaise Tu Ne Usey Pal Pal Socha
Us Ne Bhi Tujh Ko Socha Ho Ga

Mere Humsafar Teri Nazar Me

Mere Humsafar Teri Nazar Me
Mere Jazba-e-Dil Ki Tamam Shiddaten
Mere Khawab Meri Basarten
Meri Dharkanen Meri Chahten
Mere Roz-o-Shab K Naqab Me
Mere Pas Apna To Kuch Nahi
Tera Qarz Hai Meri Zindagi
Meri Sansen Teri Amanaten

Me Haari Piya, Lo Me Tumhari Piya

Me Haari Piya
Lo Me Tumhari Piya
Tu Agar Sang Na Ho Ga
Jeevan Me Rang Na Ho Ga

Suna Hai Aaina Tamsaal Hai Jabeen Us Ki

Suna Hai Aaina Tamsaal Hai Jabeen Us Ki
Jo Saada Dil Hain Usey Ban Sanwar K Dekhte Hain

Bheegi Palkon Per Naam Tumhara Hai

Bheegi Palkon Per Naam Tumhara Hai
Beech Bhanwar Kashti Bari Door Kinara Hai

Aankhon Se Meri Is Liye Laali Nahi Jati

Aankhon Se Meri Is Liye Laali Nahi Jati,

Yaadon Se Koi Raat Jo Khaali Nahi Jati,

Ab Umer Na Mosam Na Wo Rishte K Wo Milte,

Is Dil Ki Magar Khaam Khayali Nahi Jati,

Aaye Koi Aa Kar Tere Dard Sambhaley,

Hum Se To Ye Jageer Sambhali Nahi Jati,

Humrah Tere Phool Khilati Thi Jo Dil Main,

Ab Shaam Wohi Dard Se Khali Nahi Jati,

Hum Jaan Se Jaen Gay Tab Hi Baat Baney Gi,

Tum Se To Koi Rah Nikali Nahi Jati.

Shab K Jaage Huey Taron Ko Bhi Nend Aane Lagi

Shab K Jaage Huey Taron Ko Bhi Nend Aane Lagi
Aap K Aane Ki Ik Aas Thi Ab Jane Lagi

Wehshaton Se Gr Mujhe Nikale Koi

Wehshaton Se Gr Mujhe Nikale Koi
Khak In Hasraton Per Na Dale Koi
Wasl Ki Shab Koi Likh Mere Naam Bhi
Khawab Tere Kahan Tak Sambhale Koi

Me Ne Mohabbat Me Yonhi Tum Pe Bharosa Kiya Tha

Kabi Dekha Hai Andhey Ko Kisi Ka Hath Pakar K Chalte

Me Ne Mohabbat Me Yonhi Tum Pe Bharosa Kiya Tha

Aghaz Yon Hua Tha Us Ne Gulaab Bheja

Aghaz Yon Hua Tha
Us Ne Gulaab Bheja
Me Ne Kitab Kholi
Aur Us Me Rakh Diya Wo
Sab Se Usey Chupaya
Anjam Ye Hua Hai
Kuch Khushk Patiyan Hain
Thori Si Hai Mehak Bhi
Bas Aur Kuch Nahi...

Is Tarha Soi Aankhen Jagte Sapnon K Sath


Fasle Aise Bhi Hon Ge Ye Kabi Socha Na Tha

Fasle Aise Bhi Hon Ge Ye Kabi Socha Na Tha
Samne Betha Tha Mere Aur Wo Mera Na Tha

Noha, Chalo Aao Maatam Karen

Noha
Chalo Aao Maatam Karen
Kia Jawan Mout Hai

Jao Ab Subah Hone Wali Hai

Bhool Jao Tamam Baton Ko
In Khayalon Ko Mehv Kar Dalo

Shayd K Devey Rukhsat-e-Gulshan Ho Beqarar


Dukh Fasana Nahi K Tujh Se Kahen

Dukh Fasana Nahi K Tujh Se Kahen
Dil Bhi Maana Nahi K Tujh Se Kahen

Koi Aaj Bhi Tumhain Dekh Kar Eid Karta Hai

Ay Chand!
Jab Wo Teri Taraf Dekhen
To Inhain Kuch Yaad Dilana
Madhur Se Kuch Geet Sunana
Aur Kehna...!
Tumhain Koi Yaad Karta Hai
Koi Aaj Bhi 
Tumhain Dekh Kar Eid Karta Hai

Kash... Tum Bhi Mosam Hote

Koi Shay 
Palat Kar Wapis Nahi Aati
Siwaye Mousamon k
Kash... Tum Bhi Mousam Hote

Chehre Pe Mere Zulf Ko Phelao Kisi Din


Me Aisi Mohabbat Karta Hon Tum Kaisi Mohabbat Karti Ho


Mohabbat Ki Saza Bemisaal Di Us Ne


Barishon K Udas Mousam Me

~Barishon Kay Udaas Mausam Main~

~Khud Ko Dekhon To Yaad Aaye Koi~

~Kash Ek Baar Yon Bhi Ho Jaye~

~Main Pukaron To Laut Aaye Koi~

Phir Wohi Khawab Musalsal Wohi Ehsas-e-Zyaan


Ab Dastak Subha Nahi Deti


Us Ko Bhi Kho Diya Jise Paya Tha Khawab Me


Kargass Ka Jahan Aur Hai Shaheen Ka Jahan Aur


Mohabbat Ki Ibadat Me Kahan Auqat Hote Hain ( Poetry by Waseem Abbas n Designed by Maira Haider )

Mohabbat Ki Ibadat Main Kahan Auqat Hote Hain
Ye Wo Tasbeeh Hai Ki Jaye Jo Sara Saal Dharkan Per
Waseem Abbas

Fasle Nahi Mitte


Bichar K Me Hi Nahi Faqat Chand Sa Tahna


Kaghaz Ka Mehal Banao Gi


Jane Kis Gham Ko Chupane Ki Tamanna Hai Usey


Narazgi


Aksar Lafz Bohat Zehriley Nagon Jaise Ban Jate Hain


Hui Hai Sham To Aankhon Me Bas Gia Phir Tu


Bastiyan Sunehri Thien Log Bhi Sunehre They


Waqt Se Kon Kahe Yar Zra Aahista


Abi Ay Dost Zoq-e-Shairi Hai Waja-e-Ruswai


Aik Hum Hain K Kabi Yaad Bhi Aaya Na Gia ( Poetry by Alam Khursheed n Designed by Anamika )

Click on pic for full view
Aik Hum Hain K Kabi Yaad Bhi Aaya Na Gia
Aik Wo Hai K Kabi Us Ko Bhulaya Na Gia
Us Ki Tasweer Hataye To Zamana Guzra
Phir Bhi Deewar Se Tasweer Ka Saya Na Gia
Is Tarha Toot K Bikhra Hai Koi Khawab K Phir
Dosra Khawab In Aankhon Main Sajaya Na Gia
Alam Khursheed

Mere Khayalon Me Tu Aur Tere Khayalon Me Koi Aur Hai


Zindagi Khafa Si Hai


Tere Dar Se Uth Kar Jidhar Jaon Me


Tera Khayal Karen Aise Ustwar Aankhen


Skype

Khizan Rakhe Gi Drakhton Ko Besamar Kab Tak


Ye Haseen Sham Apni


Tu Chand Mujh Ko Pukarta Hai


Ay Mere Bechain o Beqarar Dil


Kitna Acha Ho K Bazi Palat Jaye Sari


Mujhe Tum Se Mohabbat Hai


Me Ne Ghamon Ko Humesha